Main Jat Yamla Pagla Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album: Pratiggya (1975)
Performer :- Dharmendra
Singer:- Mohammad Rafi.

Main jat yamla pagla deewana
Main jat yamla pagla deewana
Ho Rabba, itni si baat na janaa

Ke ke ke o mainu pyar kardi hain
Sade utte woh marti hain
Ke o mainu pyar kardi hain
Sade utte woh marti hain

Main jat yamla pagla deewana
Ho Rabba, itni si baat na janaa
Ke ke ke o mainu pyar kardi hain
Sade utte woh marti hain
Ke o mainu pyar kardi hain, hai hai hai
Sade utte woh marti hain

Usne to kaha har bat ko ishaare mein
Diya bhi jala ke rakha raaton ko jo bare mein
Usne to kaha har bat ko ishaare mein
Diya bhi jala ke rakha raaton ko kyun bare mein

Reshmi dupatta phakla pinke hulare mein
Mele me akele phiri bazaar sare mein
Kaunsa banaya a bahana bahana bahana

Main jat yamla pagla deewana
Ho Rabba, itni si baat na janaa

Ke ke ke o mainu pyar kardi hain
Sade utte woh marti hain
Ke o mainu pyar kardi hain
Sade utte woh marti hain

Aisa nahi to woh aise sharmati na
Mujhe aate dekh sadak pe bhaag jaati na
Aisa nahi to woh aise sharmati na
Mujhe aate dekh sadak pe bhaag jaati na

Zulfon ke ghooghat mein mukhada chupati na
Choti si umar mein woh jaan ko lagati na
Prem ka rog puarana, purana, purana

Main jat yamla pagla deewana
Ho Rabba, itni si baat na janaa
Ke ke ke o mainu pyar kardi hain
Sade utte woh marti hain
Ke o mainu pyar kardi hain
Sade utte woh marti hain

Main jat yamla pagla deewana