Mere Dil Mein Aaj Kya Hain Lyrics

Posted by & filed under .

Album: Daag

Mere dil mein aaj kya hain
Tu kahe to main bata du
Mere dil mein aaj kya hain
Tu kahe to main bata du

Teri zulf fir sawaroon
Teri maang fir saja du
Mere dil mein aaj kya hain
Tu kahe to main bata du

Mujhe devta banakar
Teri chahaton ne puja
Mujhe devta banakar
Teri chahaton ne puja

Mera pyar keh raha hain
Mein tujhe khuda raha hoon
Mera pyar keh raha hain
Mein tujhe khuda raha hoon

Mere dil mein aaj kya hain
Tu kahe to main bata du

Koi dhodne bhi aaye
To humein na dhood na paye
Koi dhodne bhi aaye
To humein na dhood na paye

Tu mujhe kahi chupa de
Mein tujhe kahin chupa du
Tu mujhe kahi chupa de
Mein tujhe kahin chupa du

Mere dil mein aaj kya hain
Tu kahe to main bata du

Mere bazuon mein aakar
Tera dard chain bhaye
Mere bazuon mein aakar
Tera dard chain bhaye

Tere kesuyon mein chupkar
Mein jahan ke gham bhoola du
Tere kesuyon mein chupkar
Mein jahan ke gham bhoola du

Teri zulf fir sawaroon
Teri maang fir saja du
Mere dil mein aaj kya hain
Tu kahe to main bata du

Mere dil mein aaj kya hain
Tu kahe to main bata du