Na Tu Zamee Ke Liye lyrics

Posted by & filed under .

Film: Dastaan (1972)

Na tu zamee ke liye hain
Na aasman ke liye
Na tu zamee ke liye hain
Na aasman ke liye

Tera wajood hain, tera wajood hain
Ab sirf daastanke liye
Na tu zamee ke liye hain
Na aasman ke liye

Palatke su-e-chaman
Dekhne se kya hoga, o
Palatke su-e-chaman
Dekhne se kya hoga

Woh shaakh hi na rahi
Jo thi aashiyan keliye
Na tu zamee ke liye hain
Na aasman ke liye

Garaj parast jahan mein
Wafa talaash na kar, o
Garaj parast jahan mein
Wafa talaash na kar

Yeh shai bani thi kisi
Doosre jahan ke liye
Tera wajood hain, tera wajood hain
Ab sirf daastanke liye

Na tu zamee ke liye hain
Na aasman ke liye