Raina Beeti Jaye Lyrics

Posted by & filed under .

Album: Amar Prem (1971)

Raina beeti jaye, shaam na aaye
Raina beeti jaye, shaam na aaye
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, shaam na aaye
Raina beeti jaye

Kis sautan ne roki dagariya
Kis sautan ne roki dagariya
Kis bairan se laagi najariya
Nindiya na aaye, nindiya na aaye

Raina beeti jaye, shaam na aaye
Raina beeti jaye

Birha ki maari prem diwaani
Birha ki maari prem diwaani
Tan man pyasa akhiyon mein pani
Nindiya na aaye, nindiya na aaye

Raina beeti jaye, shaam na aaye
Raina beeti jaye