Yeh Reshmi Zulfen Lyrics

Posted by & filed under .

Album: Do Raaste

Yeh reshmi zulfen
Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi

Yeh reshmi zulfen
Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi

Jo yeh aankhen sharam se jhuk jayengi
Jo yeh aankhen sharam se jhuk jayengi
Saari batein yehi bas ruk jaayengi

Chup rehena yeh apsana koi inko na batlana
Ke inhe dekh kar pee rahen hain sabhi
Inhe dekh kar pee rahen hain sabhi

Yeh reshmi zulfen
Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi

Zulfen magroor itni ho jayengi
Zulfen magroor itni ho jayengi
Dil ko tadpayengi, jee ko tarsayengi

Yeh kardengi deewana koi inko na batlana
Ke inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi

Saare inki shikayat karte hain
Saare inki shikayat karte hain
Phir bhi inse mohabbat karte hain

Yeh kya jaadu hain jane
Phir chak girewan deewane
Inhe dekh kar see rahen hain sabhi
Inhe dekh kar see rahen hain sabhi

Yeh reshmi zulfen
Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi