Aaj Ka Din Na Jaane Kyun Acha Lagta Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Anokha Rishta (1986)
Singer:-Asha Bhosle
Actor:-Rajesh Khanna, Smita Patil
Lyricist:-Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
jivan sapna sahi par sacha lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

hum bhi yaha tum bhi yaha, milte hai roz aise logo kaha
hum bhi yaha tum bhi yaha, milte hai roz aise logo kaha
mehfil me har koi kuch kahta lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

ye aankh to anjan hai, dil ko dilo ki lekin pehchan hai
ye aankh to anjan hai, dil ko dilo ki lekin pehchan hai
dekhe jo pyar se vo pyara lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

murat hai kya surat hai kya, dil se jiyada khubsurat hai kya
murat hai kya surat hai kya, dil se jiyada khubsurat hai kya
jaisa ho dil hi chehara waisa lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
jivan sapna sahi par sacha lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai