Aaja O Mere Raja Jannat Ki Sair Karungi Mai, Are Duniya Dikhaungi Mai Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Apna Desh (1972)
Singer: -Asha Bhosle
Actor:-Rajesh Khanna,
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

aaja re aaja re aaja, aaja re aaja re aaja
aaja o mere raja jannat ki sair karaungi mai
are dunia dikhaungi mai
saki utha tu mujhko pila tujhko pilaungi mai

ye tu kya karta hai shama se darta hai
jite ji marta hai aah bhi kyu bharta hai
mere parwane aa mere diwane aa oye oye oye ha ha ha
jane wafa aa mujhko jala tujhko jalaungi mai
aaja o mere raja jannat ki sair karaungi mai
dunia dikhaungi mai
saki utha mujhko pila tujhko pilaungi mai

apni hi aankho se tu na dekhe najare
ab meri aankho se dekh tu chand sitare
aa mere pyar aa mere sahare aa
aankhe mila mujhko sata tujhko sataungi mai
aaja o mere raja jannat ki sair karaungi mai
dunia dikhaungi mai
saki utha mujhko pila tujhko pilaungi mai
aaja o mere raja jannat ki sair karaungi mai

sari rat pina hai sari umar jina hai
sagar hai mina hai 0r bhi pina hai
rahne de jane de masti me jane de
aaye maja tu jo ruthe tujhko manaungi mai