Aasamaan Pe, Haan To Main Kyaa Kah Rahaa Thaa Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Raja Rani (1973)
Singer: -Lata Mangeshkar, Mukesh, Rajesh Khanna
Actor:-Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

aasama pe chandani ka ek dariya bah raha thaa
haa to mai kya kah raha tha

kah rahe ethe tum hasina, ishk me muskil hai jina
ha ha mujhe ab yad aya, jab se maine di;l lagaya
aj aj kon sa din hai, wakt yuhi ja raha hai
thahro koi aa raha hai, koi musafir hai
apne raste ja raja hai, toba mai to dar gaay tha
ha to mai kya kah raha tha, ha to mai kya kah raha tha

kah rahe the tum kahani, jab se aayi hai javani
ab suno tum baat aage, jab se ye araman jage
aaj kaun si tarikh hai, aaj chhabbis tarikh hai
pyaar sapane bun raha hai, dekho koi sun raha hai
mali hai, baag se kaliya chun raha hai
mai to dhokha kha gaya tha, ha to mai kya kah raha tha

yad karte ye fasana tum,
mujhe mat bhul jana
kya diwana hu mai koi,
jab se meri nind khoi
haa ye kaun sa mahina hai,
janavari
rut suhani jhumati hai
ye pulis kyun ghumati hai
haa are baba tumhe nahi
kisi chor ko dhundhti hai
darde furaqat sah rahe the
haa to tum kuch kah rahe the
haa to tum kuch kah rahe the
haa to tum kuch kah rahe the
are ha mai kuch kah rha tha
bhul gaye are ha chalo chalo ghar chale