Ab Mera Kaun Sahara Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

name:-Barsaat (1949)
Singer :- Lata Mangeshkar
Actor:-Nargis
Lyricist:-Hasrat Jaipuri
Music By:-Shankar Jaikishan

ab mera kaun sahara, ab mera kaun sahara

mere balam, mere balam mujhko na bhulana
ab mera kaun sahara, ab mera kaun sahara
ab mera kaun sahara, ab mera kaun sahara

tujhse bichhadkar dur hui milne se majboor hui

ro-ro ke dil ne tujhko pukara
ab mera kaun sahara, ab mera kaun sahara
ab mera kaun sahara, ab mera kaun sahara

tujhse milan ki aas lagi naina ras ki pyas lagi

mujhko hai tera gam bhi pyara
ab mera kaun sahara, ab mera kaun sahara
ab mera kaun sahara, ab mera kaun sahara

pankh lage udd jaau main lekin kaise aau main

bebas hui kismat ne mara