Ab Mera Kaun Sahara Lyrics

Posted by & filed under , , , .


Song: Ab Mera Kaun Sahara
Movie: Barsaat (1949)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Music By: Shankar-Jaikishan
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri

Ab mera kaun sahara – 4
Mere balam – 2
Mujhko na bhulana
Ab mera kaun sahara – 4

(Tujhse bichhadkar durr hui
Milne se majboor hui) – (2)
Ro ro ke dil ne tujhko pukara
Ab mera kaun sahara – 4

(Tujhse milan ki aas lagi
Naina ras ki pyas lagi) – (2)
Mujhko hai tera gam bhi pyara
Ab mera kaun sahara – 4

(Pankh lage udd jau mai
Lekin kaise aau mai) – (2)
Bebas hui kismat ne mara
Ab mera kaun sahara – 4