Apne Bap Ka Kya Jata Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name :- Mrityudaata (1997)
Singer :- Sudesh Bhosle
Actors :- Amitabh Bachchan
Lyricist :- Sameer
Music :- Anand Milind

Apne Baap Ka Kya Jata Hai Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Kahi Band Kahi Chhaka Jam Kar Gaya Koi Kam Tamam
Chorahe Pe Jal Gayi Bas Do Ko Mar Ke Bhage Das
Bich Sadak Pe Nare Baji Pandit Se Takaraya Kaji
Dharam Aur Mahajab Ke Naam Pe Koi Dhandha Karwata Hai
Koi Dhandha Karwata Hai Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Koi Dhandha Karwata Hai Arey Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Apne Baap Ka Kya Jata Hai Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Apne Baap Ka Kya Jata Hai

Bacha Chhota Bag Bada Hai Kamar Jhuki Hai Phir Bhi Khada Hai
Usko Education Ne Mara Usko Doneshan Ne Mara
Aaj Ke Dor Me Aage Badana Hai Bada Mushkil Ab Padana
Jiske Pas Nahi Hai Paisa Wo Kaha Ab Pad Pata Hai
Wo Kaha Ab Pad Pata Hai Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Wo Kaha Ab Pad Pata Hai Arey Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Apne Baap Ka Kya Jata Hai Arey Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Apne Baap Ka Kya Jata Hai

Gunde Ka Bhai Inspector Inspector Ka Jija Lawyer
Loyar Ka Neta Hai Sala Alag Hai Chabi Par Ek Tala
Phir Bhi Hai Bas Mari Mari Jaye Kaha Janta Bechari
Upar Se Lekar Niche Tak Har Koi Ab Ghus Khata Hai
Har Koi Ab Ghus Khata Hai Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Har Koi Ab Ghus Khata Hai Arey Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Apne Baap Ka Kya Jata Hai Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Apne Baap Ka Kya Jata Hai

Achha Kam Jo Karne Jao Morache Walo Se Takarao
Baap Na Hoga Ma Na Hogi Sapno Ki Duniya Na Hogi
Kale Mukhade Ho Jayenge Desh Ke Tukade Ho Jayenge
Ab Bhi Kya Tu Ye Gayega Sath Mere Jo Ab Gata Hai
Sath Mere Jo Ab Gata Hai

Arey Bolte Kyu Nahi Hai Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Bolti Band Ho Gayi Kya Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Apne Baap Ka Kya Jata Hai Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Apne Baap Ka Kya Jata Hai