Bandh Lo Ghungru Nacho Sanam Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Patthar Ke Insaan (1991)
Singer :S Janaki, Amit Kumar
Actor:-Vinod Khanna, Sridevi
Lyricist:-Indeevar
Music By:-Bappi Lahiri

bandh lo ghungru nacho sanam
sargam ban jaye duniya ka gam
bandh lo ghungru nacho sanam
sargam ban jaye duniya ka gam
duniya kya hai jivan kya hai
sukh dukh ka hai ek sangam

tere rup ka mere git ka
charcha gav gav me
payal kya hai ghungharu kya hai
bijli bandh le pav me

tere rup ka mere git ka
charcha gav gav me
payal kya hai ghungharu kya hai
bijli bandh le pav me
chhan kara kam hone na paye
jab tak gori dam me dam

bandh lo ghungru nacho sanam
sargam ban jaye duniya ka gam
duniya kya hai jivan kya hai
sukh dukh ka hai ek sangam

maine nayi ek duniya sikhi
jab se tere mai sine lagi
jine ki himmat tune jaga di
mai to phir se jine lagi

maine nayi ek duniya sikhi
jab se tere mai sine lagi
jine ki himmat tune jaga di
mai to phir se jine lagi
ek taraf ye sari duniya
ek taraf piya tum aur hum

nacho sanam gao sanam
sargam ban jaye duniya ka gam
duniya kya hai jivan kya hai
sukh dukh ka hai ek sangam
duniya kya hai jivan kya hai
sukh dukh ka hai ek sangam

lyrics typed by : rekha panghal