Chaiyya Re Chaiyya Re Taro Ki Chaiya Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-The Train (1970)
Singer: -Asha Bhosle
Actor:-Rajesh Khanna, Aruna Irani
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

chaiya re chaiya taro ki chaiya saiya re saiya chupake saiya
aise pakad li ni baiya main ka karu, main ka karu
main ka karu, main main ka karu
chaiya re chaiya taro ki chaiya saiya re saiya chupake saiya
aise pakad li ni baiya main ka karu, main ka karu

chor nikla vo shehri babu
chor nikla vo shehri babu nind churali mori
uski mithi bato me aa gayi main gaav ki gori
ho prem ki ankhiya pyar ki batiya
prem ki ankhiya pyar ki batiya jaise bhul bhulaiya
main ka karu, main ka karu, main ka karu, main main ka karu
chaiya re chaiya taro ki chaiya saiya re saiya chupake saiya
aise pakad li ni baiya main ka karu

bedardi ko bali umar pe haye taras na aaya
bedardi ko bali umar pe haye taras na aaya
kaise dekha aisa dekha jaise teer chalaka
vo na mana koi bahana
vo na mana koi bahana lakh padi main paiya
main ka karu, main ka karu, main ka karu, main main ka karu
chaiya re chaiya taro ki chaiya saiya re saiya chupake saiya
aise pakad li ni baiya main ka karu