Chhaliyaa Meraa Naam Chhalanaa Meraa Kaam Lyrics

Posted by & filed under , , , .

name:-Chhalia (1960)
singer :Mukesh,
Actor:-Nutan, Raj Kapoor
Lyricist :Qamar Jalalabadi
Music By: Kalyanji Anandji

chhaliya mera naam, chhaliya mera naam
chhaliya mera naam, chhaliya mera naam
hindu muslim sikh isaai sabko mera salam
hindu muslim sikh isaai sabko mera salam
chhaliya mera naam, chhaliya mera naam
hindu muslim sikh isaai sabko mera salam
chhaliya mera naam

dekho logo zara to socho bani kahani kaise
kahi pe khushiya kahi pe gam hai
kyun hota hai aise kyun hota hai aise
tumne meri roti chhini chhini maine paise
wah re tere kaam kahi subah se shaam
hindu muslim sikh isaai sabko mera salam
chhaliya mera naam, chhaliya mera naam

rok rahi hai raahe meri nainaa tikhe tikhe
hum to khaali maal ke rasiya
ishq nahi hum sikhe, ishq nahi hum sikhe
jaha bhi dekha daam karta wahi kalaam
hindu muslim sikh isaai sabko mera salam
hindu muslim sikh isaai sabko mera salam
chhaliya mera naam

main hu garibo ka shahzada jo maango wo de du
shahzaade talavaar se khele
main ashko se khelu, main ashko se khelu
mehanat mera kaam dena usaka kaam
hindu muslim sikh isaai sabko mera salam
chhaliya mera naam, chhaliya mera naam
hindu muslim sikh isaai sabko mera salam
chhaliya mera naam