Dekhi Zamane Ki Yaari Lyrics

Posted by & filed under .

Film: Kaagaz Ke Phool (1959)

Dekhi zamane ki yaari
Bichade sabhi bichade sabhi baari baari
Ayer dekhi zamane ki yaari
Bichade sabhi baari baari

Pyar leke mele ab duniya se
Aansoon ke siva kuch pak nahin
Phool hi phool the daaman mein
Ya kaaton ki bhi saath nahin

Matlab ki duniya hain saari
Bichade sabhi bichade sabhi baari baari

Arey dekhi zamane ki yaari
Bichade sabhi baari baari
Bichade sabhi baari baari

Waqt hain meherban aarzoo hain jawan
Fikr kal ki karen itni fursat kaha
Waqt hain meherban aarzoo hain jawan
Fikr kal ki karen itni fursat kaha

[Background chorus]

Raat bhar mehman hain baharein yaha
Raat dhal dhal gayi fir yeh khushiyan kaha
Raat bhar mehman hain baharein yaha
Raat dhal dhal gayi fir yeh khushiyan kaha

Pal bhar ki khushiyan hain saari
Pal bhar ki khushiyan hain saari
Pal bhar ki khushiyan hain saari
Badhne, badhne lagi bequarari

Arey pal bhar ki khushiyan hain saari
Badhne lagi bequarari
Badhne lagi bequarari

Udja udja pyaase bhawarein
Ras na milega taaronmein
Kagaz ke phool jaha khilte hain
Baith na un gulzaron mein

Nadan tammana weti mein
Ummeed ki kashti kheti hain
Ek hath se deti hain duniya
Sau haathon se le leti hain

Yeh khel hain kabse jaari, hai
Bichade sabhi bichade sabhi baari baari
Arey dekhi zamane ki yaari
Bichade sabhi baari baari

Pyar le ke mele ab duniya se
Aansoon ke siva kuch pak nahin
Phool hi phool the daman mein
Ya kaaton ka bhi saath nahin

Matlab ki duniya hain saari
Bichade sabhi bichade sabhi baari baari

Arey dekhi zamane ki yaari
Bichade sabhi baari baari
Bichade sabhi baari baari