Divaanaa Leke Aya Hai, Dil Ka Taraanaa Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Mere Jeevan Saathi (1972)
Singer: -Kishore Kumar
Actor:-Rajesh Khanna,
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

diwana leke aaya hai, dil ka tarana
diwana leke aaya hai, dil ka tarana
dekho kahi yaaro, thukra na dena, mera nazrana
diwana leke aaya hai, dil ka tarana
diwana leke aaya hai, dil ka tarana

aaj ka din hai kitna suhana, jhum raha pyaar mera
puri ho dil ki sari muraade, khush rahe yaar mera
ho ho, chaand sa jivan sathi mubaarak, jivan me aana
diwana leke aaya hai, dil ka tarana
diwana leke aaya hai, dil ka tarana

apne bhi hai kuchh khvaab adhure, kaun ab gine kitne
sach to ye hai ke mere dost ke sapne bhi, hai mere apne
ho ho, uski khushi ab meri khushi hai, ai dil-e-diwana
diwana leke aaya hai, dil ka tarana
diwana leke aaya hai, dil ka tarana
dekho kahi yaaro, thukra na dena, mera nazrana
diwana leke aaya hai, dil ka tarana
diwana leke aaya hai, dil ka tarana