Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara Lyrics

Posted by & filed under , , , .


Song: Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara
Movie: Akalmand (1966)
Singer(s): Kishore Kumar
Music By: O P Nayyar
Lyricist(s): Aziz Kashmiri

Diye hai aapne bada hasin sahara – 2
Huzur lakh baar sukriya tumhara
Diye hai aapne bada hasin sahara – 2

Manjile mil gayi fasle kam huye
Hosle bad gaye aap ke ham huye
Kiya dil chori hamara
Usi ada dekhiye jara dobara – 2
Diye hai aapne bada hasin sahara
Huzur lakh baar sukriya tumhara
Diye hai aapne bada hasin sahara – 2

Samne aapke hamne dil rakh diya
Jo bhi ho dijiye is sata ki saja
Khushi se ham
Karenge har sitam ganwara
Na dekha jayega ye ruthna tumhara – 2
Diye hai aapne bada hasin sahara
Huzur lakh baar sukriya tumhara
Diye hai aapne bada hasin sahara