Duniya Me Kitna Gham Hai (Female) Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Amrit (1986)
Singer:-Anuradha Paudwal
Actor:-Rajesh Khanna,
Lyricist:-Anand Bakshi
Music By:-Laxmikant Pyarelal

duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai
duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai

logo ka gham dekha to
mai apna gham bhul gayi

duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai
logo ka gham dekha to
mai apna gham bhul gayi

duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai

duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai

iska rang rup nahi iska jivan kahte hai
kabhi hasi aa jati hai kabhi ye aanshu bahte hai
kabhi hasi aa jati hai kabhi ye aanshu bahte hai

dukh sukh ka ye sangham hai
duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai

logo ka gham dekha to
mai apna gham bhul gaya
duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai

sabke dil me sole hai sabki aankh me hai
jisko dekho uske pas ek dukh bari kahani hai
jisko dekho uske pas ek dukh bari kahani hai
dukhiya sara alam mera gham kitna kam hai
duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai

logo ka gham dekha to
mai apna gham bhul gaya
duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai
duniya me kitna gham hai
mera gham kitna kam hai

lyrics type by : priya bhati