Duniyaa Men Logon Ko Dhokhaa Kabhi Ho Jaataa Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Apna Desh (1972)
Singer: -Asha Bhosle, R D Burman
Actor:-Rajesh Khanna, Mumtaz
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

bira, tara tara tara, para para para
bira, tara tara tara, para para para
bira, bira, taratarataratara tararu
duniya me logo ko dhokha kabhi ho jata hai
aankho hi aankho me yaro ka dil kho jata hai

nagin si meri chaal, rakhna dil ka khayal
mere divano ka ho jata hai ye haal

bida, bida, bayara, bayara
taratara tara, turu turu turu, turu turu turu turu turu ru
jagi mai sari rain, sara jaha so jata hai
aankho hi aankho me yaro ka dil kho jata hai

kahati hai ye nazar, kab kya ho kya khabar
duniya me chand log hote hai jadugar
kahati hai ye nazar, kab kya ho kya khabar
duniya me chand log hote hai jadugar
bida, bida, bayara, bayara
taratara tara, turu turu turu, turu turu turu turu turu ru
suniye ji unpe bhi, jadu kabhi ho jata hai
aankho hi aankho me yaro ka dil kho jata hai

pinjare me chalke aap, aa jata hai shikar
qatil pe bhi kabhi aa jata hai yu pyar
pinjare me chalke aap, aa jata hai shikar
qatil pe bhi kabhi aa jata hai yu pyar
bida, bida, bayara, bayara
taratara tara, turu turu turu, turu turu turu turu turu ru
bato hi bato me, hona hai jo ho jata hai