Ganga Meri Maa Ka Naam Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album name:- Tumse acchha Kaun hai (1969)
Singer :- Mohammed Rafi.
Performer:- Shammi Kapoor.

Ganga Meri Maa Ka Naam

Na main sindhi, na main marathi
Na main hoon Gujarati
Na toh ek bhaasha meri
Na meri ek jaati

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zube waala

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zube waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Jiss dharti ka main beta hoon
Uske mausam chaar
Jiss dharti ka main beta hoon
Uske mausam chaar
Garmi, sardi, patjhharr
Aur albeli ritu bahaar

Yahan savera gaata jaaye
Yahaan savera gaata jaaye
Raat bajaaye sitaar
Raat bajaaye sitaar

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Main woh panchi jiski nisdin
Laakhon kos udaan
Main woh panchi jiski nisdin
Laakhon kos udaan

Uttar dakshin purab pashchim
Goonje meri taan
Ek shaal hai, ek shal hain
Jiska naam hai Hindustan
Naam hai Hindustan

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Bangla, Praanth main jaaon toh
Main karoon kala se preet
Bangla, Praanth main jaaon toh
Main karoon kala se preet

Jab aaon Punjab toh
Ban bhagre ka ban jaaon meet
Dakshin jaakar, Dakkin jaakar
Maine seekha Karnatak sangeet
Karnatak sangeet

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Main Madrasi, main Gujarati
Main ek Rajasthani
Main Madrasi, main Gujarati
Main ek Rajasthani

Badaa purana ek Marathi
Naya naya Haryani
Main kuch bhi hoon
Main kuch bhi hoon
Lekin sabse pehle Hindustani
Pehle Hindustani

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala