Ghunghroo Toot Gaye Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-Dharam Kanta (1982)
Singer:-Asha Bhosle
Actor:-Sulakhshana Pandit
Lyricist:-Majrooh Sultanpuri
Music By:-Naushad

salim tere jaha ki har rasam chod di hai
sarmo haya ki maine janjir tod di hai
maine chod di sabki laz maine chod di sabki laz
mai aisa jhum ke nachi aaj
ki ghunghru tut gaye ki ghunghru tut gaye

maine chod di sabki laz maine chod di maine chod di
maine chod di sabki laz mai aisa jhum ke nachi aaj
ke ghunghru tut gaye ke ghunghru tut gaye
takrayi jo apne dilbar se dil dhadka mohabbat ke dar se
takrayi jo apne dilbar se dil dhadka mohabbat ke dar se
baho me jo usne gher liya kuch kar na saki muh fer liya
baho me jo usne gher liya kuch kar na saki muh fer liya
mohe lut gaya ek chor ki padi mai aisi kamjor
ki ghunghru tut gaye ki ghunghru tut gaye

kyu aaj jamane se darna ruswayi ka gum bhi kya karna
kyu aaj jamane se darna ruswayi ka gum bhi kya karna
has ke aasu pina hai ek rat mujhe to jina hai
has ke aasu pina hai ek rat mujhe to jina hai
mai chali piya ki or jawani aisi hai ruh jor
ki ghunghru tut gaye ki ghunghru tut gaye

rahta tha jo mere khwabo me taswir thi jiski aankho me
rahta tha jo mere khwabo me taswir thi jiski aankho me
baje hai kahi bhi sahnayi mai samjhi milan ki rat aayi
baje hai kahi bhi sahnayi mai samjhi milan ki rat aayi
mai aisi hui behal mai aisi hui behal
kuch aisi uljhi meri chal ki ghunghru tut gaye
ghunghru re ghunghru re ghunghru re
ki ghunghru tut gaye

kuchh der ka ye afsana hai bas dil ko yahi samjhana hai
kuchh der ka ye afsana hai bas dil ko yahi samjhana hai
janjir mai jisse ghayal thi dunia ki najar me payal thi
janjir mai jisse ghayal thi dunia ki najar me payal thi
wo kat gayi aaj janjir maine chalaya aisa teer
ki ghunghru tut gaye maine chod di sabki laz
mai aisa jhum ke nachi aaj ki ghunghru tut gaye
ki ghunghru tut gaye