Haal Kya Hai Dilon Ka Na Puchho Sanam Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Anokhi Ada (1973)
Singer :Kishore Kumar
Actor:-Vinod Khanna, Jeetendra
Lyricist:-Majrooh Sultanpuri
Music By:-Laxmikant Pyarelal

hal kya hai dilo ka na pucho sanam
hal kya hai dilo ka na pucho sanam
aap ka muskurana gazab dha gaya
hal kya hai dilo ka na pucho sanam
aap ka muskurana gazab dha gaya
ik to mahafil tumhari hasi kam na thi
ik to mahafil tumhari hasi kam na thi
us pe mera tarana gazab dha gaya
ik to mahafil tumhari hasi kam na thi
us pe mera tarana gazab dha gaya
hal kya hai dilo ka na pucho sanam

ab to lahraya masti bhari chhaw me
ab to lahraya masti bhari chhaw me
bandh do chahe ghunghru mere paw me
bandh do chahe ghunghru mere paw me
mai bhakta nahi tha magar kya karu
mai bhakta nahi tha magar kya karu
aaj mausam suhana gazab dha gaya
main bhakta nahi tha magar kya karu
aaj mausam suhana gazab dha gaya
hal kya hai dilo ka na pucho sanam

har nazar uth rahi hai tumhari taraf
har nazar uth rahi hai
nazar uth rahi hai
har nazar uth rahi hai tumhari taraf
aur tumhari nazar hai hamari taraf
aur tumhari nazar hai hamari taraf
aankh uthana tumhara to phir thik tha
aankh uthana tumhara to phir thik tha
aankh uthakar, jhukana gazab dha gaya
aankh uthana tumhara to phir thik tha
aankh uthakar, jhukana gazab dha gaya
hal kya hai dilo ka na pucho sanam

mast aankho ka jadu jo shamil hua
mast aankho ka jadu
mast aankho ka jadu
mast aankho ka
mast aankho ka jadu jo shamil hua
mera gana bhi sunne ke qabil hua
mera gana bhi sunne ke qabil hua
jisko dekho wahi aaj behosh hai
jisko dekho wahi aaj behosh hai
aaj to mai diwana gazab dha gaya
jisko dekho wahi aaj behosh hai
aaj to mai diwana gazab dha gaya
ik to mahfil tumhari hasi kam na thi
us pe mera tarana gazab dha gaya
hal kya hai dilo ka na pucho sanam

lyrics typed by : hanshu malik