Hun Yun Husn Ka Jalwa Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-Maha Badmash (1977)
Singer : Asha Bhosle
Actor:- Bindu
Lyricist:-Noor Devasi
Music By:-Ravindra Jain

yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
aise na machal diwane sambhal
dil dungi tujhe mai aaj nahi
aaj nahi kal
jaldi me koi kam kam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta

do hi din hue hai hame
milke abhi milke abhi
mange hai anmol chize
tu to sabhi raja chize sabhi
chehre ka namak mathe ki chamak
baho ki lachak sanso ki mahak
kuch bhi to tere nam nam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta

julfo me jahrili nag simte hue
nag simte hue
aankho se palko ke
kate lipte hue
kate lipte hue
cheda jo agar rakhna ye khabar
nas nas me kar dega asar
aankho ka piye jam jam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
aise na machal diwane sambhal
dil dungi tujhe mai aaj nahi
aaj nahi kal
jaldi me koi kam kam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta

lyrics typed by : hanshu malik