Is Bhari Duniya Mein Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name :- Bharosa (1963)
Singer :- Mohammed Rafi
Actors :- Guru Dutt, Asha Parekh, Mehmood
Lyricist :- Rajinder Krishan
Music :- Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Iss bhari duniya main koi bhi hamara na hua
Iss bhari duniya main koi bhi hamara na hua
Gair toh gayr the apno ka sahara na hua
Is bhari duniya mein

Log ro ro ke bhi is duniya main jee lete hai
Log ro ro ke bhi is duniya main jee lete hai
Ek hum hai ke hasne bhi tou gujara na hua
Ek hum hai ke hasne bhi tou gujara na hua
Iss bhari duniya mein

Ek muhoobat ke siwa aur na kuchh manga tha
Ek muhoobat ke siwa aur na kuchh manga tha
Kya kare ye bhi jamane ko gawara na hua
Kya kare ye bhi jamane ko gawara na hua
Is bhari duniya mein

Aasaman jitne sitare hai teri mehfil main
Aasaman jitne sitare hai teri mehfil main
Apne takadeer ka hi koi sitara na hua
Apne takadeer ka hi koi sitara na hua
Iss bhari duniya main koi bhi hamara na hua
Gair toh gayr the apno ka sahara na hua
Iss bhari duniya mein.