Iss Bewafa Jaha Mein Lyrics

Posted by & filed under , .


Song: Iss Bewafa Jaha Me
Movie: Aasman
Singer(s): C H Atma
Music By: O P Nayyar
Lyricist(s): Prem Dhawan

Iss bewafa jaha me wafa dhundhate rahe
Nadan the kitne ham bhi, yeh kya dhundhate rahe

Har rasta agarache tera rasta na tha
Har raste me tera pata dhundhate rahe

Ik dil ka dard tha ki, raha jindagi ke sath
Ik dil ka chain tha, ki sada dhundhate rahe