Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Paapi Pet Ka Sawaal Hai (1984)
Singer:-Kishore Kumar,
Actor:- Shatrughan Sinha, Rajesh Khanna
Lyricist:-Info NA
Music By:-Shankar Jaikishan

jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoha
jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoha
ye jindagi ai jindagi
ye jindagi ai jindagi
jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoha
ye jindagi ai jindagi
ye jindagi ai jindagi

ye apni taqdeer hai pagli
gali gali ke fere
naye anye khle dikhaye sabko sanj savere
mai sadko ka raja
tu galiyo ki rani
mai sadko ka raja
tu galiyo ki rani
are mushkil har kadam
kadam bada kar padna hi hoga
are mushkil har kadam
kadam bada kar padna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoha
ye jindagi ai jindagi
ye jindagi ai jindagi

tujhe nahi malum ke roti
kya kya khel dikhaya
sab kuch lut jata hai
jab ye bukh josh me aaye
koi beche ijjat
aur koi iman
koi beche ijjat
aur koi iman
are ye roti karz
karz to barna hi hoha
are ye roti karz
karz to barna hi hoha
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoha
ye jindagi ai jindagi
ye jindagi ai jindagi

lyrics typed by : pinky thukur