Jab Jab Pyar Sadaye Dega Tab Tab Tujhko Aana Hi Hoga Lyrics

Posted by & filed under , .

Album name:-Meet Mere Man Ke (1991)
Singer: Salma Agha
Lyricist:-Ravindra Jain
Music By:-Babul Bose

jab jab pyar sadaye dega tumko deewana banke
tab tab tumko aana hi hoga
tab tab tumko aana hi hoga
meet mere man ke, meet mere man ke
jab jab pyar sadaye dega

najro ki bechain talash
najro ki bechain talash har dil ki anjani pyas
jiska rang na rup koi pyar hai wo ehsas
najro ki bechain talash har dil ki anjani pyas
jiska rang na rup koi pyar hai wo ehsas
is jaha se bade
is jaha se bade aasma se bade
aashiko ke liye saaye daman ke
jab jab pyar sadaye dega tumko deewana banke
tab tab tumko aana hi hoga
tab tab tumko aana hi hoga
meet mere man ke, meet mere man ke
jab jab pyar sadaye dega

ishk anokhi ik parvas
ishk anokhi ik parvas jahir hai fir bhi hai raas
jisko samje sab anjan wo iska aagaj
ishk anokhi ik parvas jahir hai fir bhi hai raas
jisko samje sab anjan wo iska aagaj
aisa jajba hai ye
aisa jajba hai ye naa mitaye mite
ye to palta rahe sath dhadkan ke
jab jab pyar sadaye dega tumko deewana banke
tab tab tumko aana hi hoga
tab tab tumko aana hi hoga
meet mere man ke, meet mere man ke