Jaoji Jao Par Itna Sun Lo Thodi Chudiya Pahen Lo Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name :- Desh Premee (1982)
Singer :- Lata Mangeshkar
Actors :- Amitabh Bachchan
Lyricist :- Anand Bakshi
Music :- Laxmikant Pyarelal

Jate Ho To Jao Par Itna Sun Lo
Jate Ho To Jao Par Itna Sun Lo
Thodi Chudiya Pahan Lo Ek Ghaghra Silwalo
Jao Ji Jao Par Itna Sun Lo
Thodi Chudiya Pahan Lo Ek Ghaghra Silwalo
Aurat Ki Hifazat Jo Kar Na Paye
Us Mard Ko Kya Kahte Hai Ye To Batao
Jao Ji Jao Par Itna Sun Lo
Thodi Chudiya Pahan Lo Ek Ghaghra Silwalo

Yu Bhi Hamara Muskil Hai Gujara
Yu Bhi Hamara Muskil Hai Gujara
Hame Gussa Nahi Aata Tumhe Pyar Nahi Aata
Kahne Ko To Raja Bante Ho Tum
Par Mujhko Maf Karna Etbar Nahi Aata
Mai Abla Mai Nari Pade Sar Pe Shikari
Tum Darke Dur Baithe Kitne Ache Lagte Ho
Jao Ji Jao Par Itna Sun Lo
Thodi Chudiya Pahan Lo Ek Ghaghra Silwalo

Ye Jag Lutera Chaya Hai Andhera
Ye Jag Lutera Chaya Hai Andhera
Tum Ghar Se Kyu Nikle Tumhe Ghar Me Rahna Tha
Ghabrane Lage Kyu Sharmane Lage Kyu
Tum Aise Sharam Wale Hote To Kya Kahna Tha
Hatho Se Aankh Kyu Karte Ho Band Band Band
Lelo Mera Dupatta Iska Ghunghta Bana Lo
Jao Ji Jao Par Itna Sun Lo
Thodi Chudiya Pahan Lo Ek Ghaghra Silwalo
Aurat Ki Hifazat Jo Kar Na Paye
Us Mard Ko Kya Kahte Hai Ye To Batao
Jao Ji Jao Par Itna Sun Lo
Thodi Chudiya Pahan Lo Ek Ghaghra Silwalo

Mushkil Badi Hai Tumko Kya Padi Hai
Mushkil Badi Hai Tumko Kya Padi Hai
Tum Jao Thodi Der Me Kuch Log Aayenge
Kal Subah Khabar Ye Akhabaro Me Padhana
Wo Tumhari Rani Ko Utha Le Jayenge
Sunte Ho Raja Raju Ki Jagah Tum
Acha Sa Koi Naam Tum Ladaki Ka Rakh Lo