Kashmir Ki Kali Hoon Main, Mujhse Na Rutho Babuji Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Movie name:-Junglee (1961)
Singer: Lata Mangeshkar
Actor:- Saira Banu, Shammi Kapoor
Lyricist:-Hasrat Jaipuri
Music By:-Shankar Jaikishan

kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji
murjha gayi to phir na khilungi
kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

rangat meri baharo me, dil ki aag chanaro me

kuch to hum se baat karo in behki gulzaro me
kuch to hum se baat karo in behki gulzaro me
kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji
murjha gayi to phir na khilungi
kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi
kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji
murjha gayi to phir na khilungi
kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

pyar pe gussa karte ho, tera gussa hum ko pyara hai

yahi ada to katil hai jisne humko mara hai