Kho Gaya Jaane Kahan Aarzuon Ka Jahaan Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name :-Mohar (1959)
Singer :-Hemant Kumar
Lyricist :-Rajinder Krishan
Music :Madan Mohan

kho gaya jane kaha aarzuo ka jaha
kho gaya jane kaha aarzuo ka jaha
muddate gujari magar yaad hai vo dastaa
kho gaya jane kaha aarzuo ka jaha
kho gaya jane kaha

ja ab mit sakte nahi din the teri yaad ke
kis tarah bhule baharo ka samaa
kho gaya jane kaha aarzuo ka jaha
kho gaya jane kaha

jindagi viran hai ek sahra ki tarah
jindagi viran hai ek sahra ki tarah
dil mera betab hai
mauj e dariya ki tarah
dil mera betab hai
mauj e dariya ki tarah
gham ki mai tasveer hu
bebasi ki dastaa
kho gaya jane kaha aarzuo ka jaha
kho gaya jane kaha

khafile aate rahe
khafile jate rahe
meri manjil ka magar
mujhko na mila namo nisaa
kho gaya jane kaha aarzuo ka jaha
muddate gujari magar yaad hai vo dastaa
kho gaya jane kaha aarzuo ka jaha
kho gaya jane kaha

lyrics typed by : priya bhati