Koi Hota Jisko Apna, Ham Apna Kah Lete Yaro Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Mere Apne (1971)
Singer: Kishore Kumar,
Actor:-Vinod Khanna, Meena Kumari
Lyricist:-Gulzar
Music By:-Salil Chowdhury

koi hota jisko apna, ham apna kah lete yaaro
paas nahi to dur hi hota lekin koi mera apna

aankho me nind na hoti, aansu hi terte rahte
kvaabo me jaagte ham raat bhar

koi to gam apnata, koi to saathi hota
koi hota jisko apna, ham apna kah lete yaaro
paas nahi to dur hi hota lekin koi mera apna

bhula hua koi vaada, biti hui kuchh yaade
tanhaai dohrati hai raat bhar

koi dilasa hota, koi to apna hota