Kya Tan Kya Man Kya Jivan Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Woh Phir Aayegi (1988)
Singer:- S Janaki, Amit Kumar
Actor:-Rajesh Khanna,Bindu
Lyricist:-Sameer
Music By:-Anand Milind

ganga se bhi pawan hai
sagar se bhi gehra hai
sanso ka sangam ho jaye
isliye ye pal thahra hai

kya tan kya man kya jivan
kya tan kya man kya jivan
sab kuch karde samarpan
aaja aaja aaja
aaja aaja aaja
kya tan kya man kya jivan
kya tan kya man kya jivan
sab kuch karde samarpan
aaja aaja aaja
aaja aaja aaja

sundata se bhi tu sundar
yauvan ka barpur samandar
ho sundata se bhi tu sundar
yauvan ka barpur samandar
jab jab dekhu tujhko jage
man me koi akarsan
aaja aaja aaja
aaja aaja aaja
kya tan kya man kya jivan
kya tan kya man kya jivan
sab kuch karde samarpan
aaja aaja aaja
aaja aaja aaja

sari duri aaj mita de
janam janam ki pyas bhuja de
sari duri aaj mita de
janam janam ki pyas bhuja de
mai jalti tapti chingari
tu jal barsata sawan
aaja aaja aaja
aaja aaja aaja
kya tan kya man kya jivan
kya tan kya man kya jivan
sab kuch karde samarpan
aaja aaja aaja
aaja aaja aaja

lyrics typed by : pinky thukur