Mai Ne Tujhse Pyar Kiya Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Suryaa (1989)
Singer :Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal
Actor:-Vinod khanna
Lyricist:-Santosh Anand
Music By:-Laxmikant Pyarelal

maine tujhse pyar kiya hai isme meri khata nahi
kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi
maine tujhse pyar kiya hai isme meri khata nahi
kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi

maine tujhse pyar kiya hai isme meri khata nahi
kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi
maine tujhse pyar kiya hai

ek phul chuna hai maine
ek phul chuna hai maine
itne bade chaman se
ek tara chura liya hai itne bade gagan se
sari dunia dekhi maine koi mujhko jacha nahi
tere aage sar jhukta hai
tere aage sar jhukta hai
kyu jhukta hai pata nahi
kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi
maine tujhse pyar kiya hai

mahki mahki bat kare hum
arz baharo se lele
mahki mahki bat kare hum
arz baharo se lele
apne apne khwab bune
yuhi khyalo me akele
tu mujhko achi lagti hai
kyu lagti hai pata nahi
tu mujhko acha lagta hai
kyu lagta hai pata nahi
kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi
maine tujhse pyar kiya hai

lyrics typed by : hanshu malik