Maine Mann Ko Dekha Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Mastana (1970)
Singer: Lata Mangeshkar,
Actor:-Vinod Khanna
Lyricist:-Anand Bakshi
Music By:-Laxmikant Pyarelal

maine maa ko dekha hai, dekha hai maa ko dekha hai
maa ka pyar nahi dekha
maine maa ko dekha hai, maa ka pyar nahi dekha
maine phul to dekhe hai, dekhe hai phul to dekhe hai
phulon ka har nahi dekha
maine maa ko dekha hai, maa ka pyar nahi dekha
maine maa ko dekha hai

vaise to ghar mai maa ki tasvir hai
vaise to ghar mai maa ki tasvir hai
lekin meri kab aisi takdir hai
kabhi jo ghabraun, gale se lag jaon
agar naa nind aaye, lo lori wo gaye
meri maa jiska pyasa hai, pyasa hai jiska pyasa hai
wo lad dular nahi dekha
maine maa ko dekha hai, maa ka pyar nahi dekha
maine maa ko dekha hai

vaise to meri maa ka dil koi sakt nahi
vaise to meri maa ka dil koi sakt nahi
par uske pas jara bhi wakt nahi
hai uska nam bada, hai usako kam bada
wo devi mamta ki, hai leader junta ki
maa ke photo ke bina, bina ji photo ke bina
koi akhbar nahi dekha
maine maa ko dekha hai, maa ka pyar nahi dekha
maine maa ko dekha hai

pyari pyari hai wo bholi aisi hai
pyari pyari hai wo bholi aisi hai
kal aaya se puchha ki baby kaisi hai
meri maa sachi hai, badi hi achhi hai
yeh uska dosh nahi, use kuchh host nahi
ma ne duniya dekhi hai, dekhi hai duniya dekhi hai
ghar sansar nahi dekha
maine maa ko dekha hai, maa ka pyar nahi dekha
maine phul to dekhe hai, dekhe hai phul to dekhe hai
phulon ka har nahi dekha, maine maa ko dekha hai