Maine Tumko Piya Keh Diya, Ab Kehne Ko Kya Reh Gaya Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-Naukri (1978)
Singer:-Lata Mangeshkar
Actor:-Rajesh Khanna, Zaherra
Lyricist :Anand Bakshi

Music By:-R D Burman

maine tumko piya kah diya
maine tumko piya kah diya
ab kahne ko kya rah gaya
ab kahne ko kya rah gaya
piya tumko piya kah diya

kaho kya ek mulakat me
raha kya ab mere hath me
kaho kya ek mulakat me
raha kya ab mere hath me
sari bazi hai ek hath me
piya tumko piya kah diya
maine tumko piya kah diya
maine tumko piya kah diya

kahne sunene me hai kya
in sab sawalo ka matlab hai kya
kahne sunene me hai kya
in sab sawalo ka matlab hai kya
puchta hai jaha ab hai kya
pyar hamne kiya kah diya
maine tumko piya kah diya
ab kahne ko kya rah gaya
ab kahne ko kya rah gaya
piya tumko piya kah diya
maine tumko piya kah diya

lyrics typed by : ruby singh