Mujhe Apna Yaar Bana Lo (Sad) Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Movie name:-Boy Friend (1961)
Singer:-Mohammed Rafi
Actor:-Shammi Kapoor
Lyricist:-Hasrat Jaipuri
Music By:-Shankar Jaikishan

mujhe apna yar bana lo
fir ho jau sansar ka
mujhe apna yar bana lo
phir ho jau sansar ka
are aajama ke dekho
dil kaisa hai dildar ka
mujhe apna yar bana lo
phir ho jau sansar ka

duniya ki wadiyo me
bin yar kaisa jina
dariya bhi suna suna
jab tak na ho safina
duniya ki wadiyo me
bin yar kaisa jina
dariya bhi suna suna
jab tak na ho safina
are sun lo duniyawalo
ye nagama dil ke tar ka
mujhe apna yar bana lo
phir ho jau sansar ka
are aajama ke dekho
dil kaisa hai dildar ka
mujhe apna yar bana lo
phir ho jau sansar ka

lyrics type by : pinky bhati