Na Na Na Na Na Na Tauba Tauba Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name :- Aar Paar (1954)
Singer :- Geeta Dutt and Mohammed Rafi
Actors :- Shyama, Guru Dutt, Jagdish Sethi, Johnny Walker, Shakila, Jagdeep
Lyricist :- Majrooh Sultanpuri
Music :- O P Nayyar

Arre Na Na Na Na Na Na Tauba Tauba
Main Na Pyar Karungi
Main Na Pyar Karungi Kabhi Kisise Tauba Re Balam Tauba Tauba
Arre Wah Wah Wah Wah Aisa Kaisa Hoga
Tauba Kayko Karta
Tauba Kayko Karta Pyar Se Darta Aisa Re Sanam Kaisa Hoga

Dard-e-jigar Se Main Weak Hu Bahut, Karo Aisa Na Julam
Are Ho Jayenga Fail Abhi Heart Hamara Tere Sar Ki Kasam

Chhi Chhi Chhi Chhi Chhi Chhi, Karo Na Aisi Baat
Dekho Dekho Dekho, Chhodo Ji Mera Hath
Chhi Chhi Chhi Chhi Chhi Chhi, Karo Na Aisi Baat
Dekho Dekho Dekho, Chhodo Ji Mera Hath
Arre Wah Wah Wah Wah Aisa Kaisa Hoga
Tauba Kayko Karta
Tauba Kayko Karta Pyar Se Darta Aisa Re Sanam Kaisa Hoga
Arre Na Na Na Na Na Na Tauba Tauba
Main Na Pyar Karungi
Main Na Pyar Karungi Kabhi Kisise Tauba Re Balam Tauba Tauba

Tu Jo Kahe Dharti Me Kuwa Khod Dalu, Du Yeh Duniya Ujad
Tu Jo Kahe Chadh Jau Lambe Lambe Ped, Unche-unche Ye Pahad

Richh Ka Tu Ankal, Bandar Ka Tu Baap, Mara Baap
Thoko Nahi Bandal, Raho Ji Chup-chup
Richh Ka Tu Ankal, Bandar Ka Tu Baap, Mara Baap
Thoko Nahi Bandal, Raho Ji Chup-chup
Arre Wah Wah Wah Wah Aisa Kaisa Hoga
Tauba Kayko Karta
Tauba Kayko Karta Pyar Se Darta Aisa Re Sanam Kaisa Hoga
Arre Na Na Na Na Na Na Tauba Tauba
Main Na Pyar Karungi
Main Na Pyar Karungi Kabhi Kisise Tauba Re Balam Tauba Tauba

Sach Kaho Raat Ko Akele Me Dhadakta Toh Hoga Tera Dil
Karta Toh Hoga Tera Man Karu Do-do Batiya Kisise Hilmil

Hu Main Koyi Rogi, Ajab Teri Baat
Soti Hu Maje Se Main Sari Sari Raat, Mk
Hu Main Koyi Rogi, Ajab Teri Baat
Soti Hu Maje Se Main Sari Sari Raat
Arre Wah Wah Wah Wah Aisa Kaisa Hoga
Tauba Kayko Karta
Tauba Kayko Karta Pyar Se Darta Aisa Re Sanam Kaisa Hoga
Arre Na Na Na Na Na Na Tauba Tauba
Main Na Pyar Karungi
Main Na Pyar Karungi Kabhi Kisise Tauba Re Balam Tauba Tauba
Arre Wah Wah Wah Wah Aisa Kaisa Hoga
Arre Na Na Na Na Na Na Tauba Tauba
Arre Wah Wah Wah Wah, Arre Na Na Na Na Na Na
Arre Wah Wah Wah Wah