Namak Tere Chehre Ka Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Rupaye Das Karod (1991)
Singer:-Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Lyricist:-Anjaan
Music By:-Bappi Lahiri

ho soniye ruk ja ni
o rabba le gaya ni haye meri jaan
namak tere chehre ka
o rabba le gaya ni haye meri jaan
namak tere chehre ka
neeyat kar de beiman
namak tere chehre ka
o jara bachna hai jahar saman
namak mere chehre ka
o jara bachna hai jahar saman
namak mere chehre ka
le jayega shamsan
namak mere namak mere
namak mere chehre ka
o rabba le gaya ni haye meri jaan
namak tere chehre ka
o jara bachna hai jahar saman
namak mere chehre ka

solha ke baad ki ye
rani umar kayamat hai
kya karu kaise bachu
piche padi ye aafat hai
solha ke baad ki ye
rani umar kayamat hai
kya karu kaise bachu
piche padi ye aafat hai
aa meri baho me aa
sikh du tujhe pyar karna
satrah ka kare elaan
namak tere namak tere
namak tere chehre ka
o jara bachna hai jahar saman
namak mere chehre ka
o rabba le gaya ni haye meri jaan
namak tere chehre ka

chuna nahi chu na mujhe
ladki nahi mai aawara
o diwani ye jawani
jakar na aaye dobara
chuna nahi chu na mujhe
ladki nahi mai aawara
o diwani ye jawani
jakar na aaye dobara
ja ja re ja sar kata
pyar mujhe nahi karna
sidde karde saitan
namak mere chehre ka
o rabba le gaya ni haye meri jaan
namak tere chehre ka
neeyat kar de beiman
namak tere chehre ka
o jara bachna hai jahar saman
namak mere chehre ka
re jara bachna hai jahar saman
namak mere chehre ka
le jayega shamsan
namak mere namak mere
namak mere chehre ka
o rabba le gaya ni haye meri jaan
namak tere chehre ka
o jara bachna hai jahar saman
namak mere chehre ka

lyrics typed by : priya bhati