O Ladki Diwani Suno Ek Kahaani Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Maryada (1971)
Singer: – Kishore Kumar
Actor:- Rajesh Khanna
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-Kalyanji Anandji

suno suno mai tumhe ek kahani sunata hu
kon si kahani teri kahani meri kahani
prem kahani prem kahani
o ladki diwani suno ye kahani
jawa hai najare hasi sitare
ek do teen char panch chhah sath aath
kahi kho na jana ki tum so na jana
o ladki diwani suno ye kahani
jawa hai najare hasi hai sitare
kahi kho na jana ki tum so na jana
kahi kho na jana ki tum so na jana

or suno ek pari thi tota pari
hasi wo badi thi hasi wo badi thi
gagan dev tha uska gagan dev tha uska
ajab besh tha uska chale rat aage
chale rat aage suno suno
bat age suno are suno to

gagan se wo utri chaman se wo gujri
suni usne bansi uda man ka panchhi
suni usne bansi uda man ka panchhi
lade kaise naina gaya kaise chaina
hua jo wo na jana ki tum so na jana
ki tum so na jana are ye jo fir so gayi
ab kya karu

are ha jag gayi tum jaga gayi
suno or sunata hu
mila ek rajan bana uska sajna
mila ek rajan bana uska sajna
liya dil nishani bani uski rani
wo jadu nagar tha jaha unka ghar tha
udhar kho na jana ki tum so na jana
ki tum so na jana ki tum so na jana