Pariyo Ki Nagri Se Aaya Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Shehzada (1972)
Singer: -Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Actor:-Rajesh Khanna, Rakhee
Lyricist :Rajinder Krishan
Music By:-R D Burman

pariyo ki nagri se aaya chunumunu pyara
sundar mukhda chand ka tukda sabka raz dulara
pariyo ki nagri se aaya chunumunu pyara
sundar mukhda chand ka tukda sabka raz dulara

bachpan itna natkhat hai to kaisi hogi jawani
bachpan itna natkhat hai to kaisi hogi jawani
haye dekhegi jo ek nazar ho jayegi diwani
jane kis kis ka dil tode pyar ka ye banjara pariyo ki
pariyo ki nagri se aaya chunumunu pyara
sundar mukhda chand ka tukda sabka raz dulara

motar to kya udan khtola dadi ma le degi
motar to kya udan khtola dadi ma le degi
ho mal khajana mahal madiya sab isko de degi
sare jag ka chanda dadi ki ankhiyan ka tara pariyo ki
pariyo ki nagri se aaya chunumunu pyara
sundar mukhda chand ka tukda sabka raz dulara