Rut Albeli Mast Sama Lyrics

Posted by & filed under , , , .

name:- Shriman Satyawadi (1960)
singer :Mukesh
Actor:-Raj Kapoor,
Lyricist :Gulzar Dinvi
Music By:Dattaram Wadkar

rut albeli mast sama
sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam
rut albeli mast sama
sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam

in machalte paniyo me sun
gungunate sahilo ki dhun
rut hasin hai hum jawan hai
tauba
najami jo koi has padi
motiyo ki khul gayi ladi
lazwaab hai kya sabab hai tauba
reshmi najar pad gayi jidhar
khil gayi kali
rut albeli mast sama
sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam

ye nehalla dekhe kahi
aasman ko chume jami
kya khyal hai bemisal hai tauba
aaru liye nigah me
manzile bulaye rah me
intzar me bekarar hai tauba
khwab to nahi ye jami
khub hai jami
rut albeli mast sama
sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam
rut albeli mast sama
sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam

lyrics typed by : hanshu malik