Tera Ishq Hai Meri Zindagi Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Dil – E – Nadan (1982)
Singer:-Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Actor:-Rajesh Khanna,
Lyricist:-Naqsh Lyallpuri
Music By:-Khayyam

tera ishk hai meri jindagi
tera husn hai meri sayri
tera ishk hai meri jindagi
tera husn hai meri sayri
jo tarashi maine khyal me
unhi jannto ki hai tu pari
unhi jannato ki hai tu pari

tu mila mujhe to sahar mili
meri jinagi se najar mili
tu mila mujhe to sahar mili
meri jinagi se najar mili
jaha dhadkano ko karar hai
ye wo anjuman hai bahar ki
ye wo anjuman hai bahar ki

tu karib aa tujhe chum lu
teri har ada me hai dilbari
teri har ada me hai dilbari

yahi fasle gul yahi sham ko
yahi do dilo ka payam ho
mere hoth ho tera jam ho
rahe umar bhar yahi bekhudi
rahe umar bhar yahi bekhudi

tuhi aayina hai jamal ka
tuhi bakpan hai khyal ka
tu rubaiyo ki ada se bhi
tu hi tu hai jane musabbari
kabhi tu hai jane musabbari
tera ishk hai meri jindagi
tera husn hai meri sayri
jo tarashi maine khyal me
unhi jannto ki hai tu pari
unhi jannato ki hai tu pari

lyrics typed by : hanshu malik