Tere Bina Jag Lagta Hai Suna Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Farishtay (1991)
Singer :Mohammed Aziz, Lata Mangeshkar
Actor:-Vinod Khanna, Sridevi
Lyricist:-Anand Bakshi
Music By:- Bappi Lahiri

ye phulo ka mausam, ye jhulo ka mausam
arey bhul na koi karna hai bhulo ka mausam

tere bina jag lagta hai suna, tere bina jag lagta hai suna
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
tere bina jag lagta hai suna
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
tere bina jag lagta hai suna

doob ke dariya me mar jaun, doob ke dariya me mar jaun
kaise main dil ki aag bujhaun, kaise main dil ki aag bujhaun
thandi aahen bharle dur se kuch bhi karle
thandi aahen bharle dur se kuch bhi karle pass magar mere aa tu na
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
tere bina jag lagta hai suna

abke baras ikrar karenge, abke baras ikrar karenge
agle baras hum pyar karenge, agle baras hum pyar karenge
nam na le barso ka kar wada kal parso ka
nam na le barso ka kar wada kal parso ka ek ek pal ek sal se duna
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
tere bina jag lagta hai suna

aa na na na na aa na na na na
choti umar ki main nar maweli
choti umar ki main nar maweli
mai kya janu ye prem paheli
mai kya janu ye prem paheli
bhul ke sari batiyaan mich le apni ankhiya
bhul ke sari batiyaan mich le apni ankhiya
tujhko dikhaun main pyar ka namuna
tere bina jag lagta hai suna
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
na na na