Teri Umar 50 Ya 55 Ki Kare Baate Jawani Or Bachpan Ki Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Awara Baap (1985)
Singer:-Kishore Kumar, Amit Kumar
Actor:-Rajesh khanna
Lyricist:-Verma Malik
Music By:-R D Burman

teri umar 50 ya 55 ki kare baate jawani or bachpan ki
teri umar 50 ya 55 ki kare baate jawani or bachpan ki
is umar me kare byah o babu hosh me aa
na muh kala karwa o babu hosh me aa
ye dunai kahegi kya o babu hosh me aa

mai jawano se nahi kam beta
abhi mujhme bahut hai dam beta
mai jawano se nahi kam beta
abhi mujhme bahut hai dam beta
kar sakta hu char byah o beta na ghabra
na beech me tang adda o beta na ghabra
nahi dunia ki parwah o bitwa na ghabra

40 sal ke bad jawani pe chha jaye budhapa
40 sal ke bad jawani pe chha jaye budhapa
dhalti umar me sab kuchh dhal
jaye kuchh to samjh le papa pada akal me kyu parda
o babu hosh me aa are hosh me to hu
na muh kala karwa o babu hosh me aa
ye duniya kahegi kya o babu hosh me aa

waha umar nahi chalti dil se dil mil jata jab hai
waha umar nahi chalti dil se dil mil jata jab hai
dulhan ko tu les kam waha umar ka kya matlab hai
mujhe bandhne de tu sehra o beta na ghabra
o beta na ghabra na beech me tang adda
o beta na ghabra nahi dunia ki parwah
o bitwa na ghabra

bapu bapu ye tumhe kya ho gaya hai
kuchh nahi chhore mai jawan ho gaya hu
logo bete ka dusman hai ye awara baap kya bakta hai re
m theek bakta hu logo bete ka dusman hai ye awara baap
shaddi ka number mera hai or karne chala hai baap
mera charkha nahi chala o babu hosh me aa
na muh kala karwa o babu hosh me aa
ye dunai kahegi kya o babu hosh me aa

sehra bandhega baja bajega or chalegi aatisbaji
kya maja ayega sehra bandhega baja bajega
or chalegi aatisbaji tu kya tera baap bhi roke
hoke rahegi shaadi
mere raste se hatja o bitwa na ghabra
na beech me tang adda o beta na ghabra
nahi dunia ki parwah o bitwa na ghabra
na muh kala karwa o babu hosh me aa
ye dunai kahegi kya o babu hosh me aa
na beech me tang adda o beta na ghabra
nahi dunia ki parwah o bitwa na ghabra