Thandi Hawao Ne Gori Ga Ghungat Utha Diya Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Prem Nagar (1974)
Singer: -Kishore Kumar, Asha Bhosle
Actor:-Rajesh Khanna, Hema Malini
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-Sachin Dev Burman

dambua baru ru aayo re
hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya
hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya
hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya
hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya
nagar nagar dagar dagar panghat bana diya
gori ka ghunghat utha diya
hey thadi hawao se gori ka ghunghat utha diya

barkha bahar barkha bahar
barkha bahar aayi barkha bahar
jane kis girdhan ne likhi koi chhiti thi ya kis desh re
aayi purvayi aayi le ke preetam ka sandesh re
badal ne badal ne badal ne rut ko kajal laga diya
gori ka ghunghat utha diya
dambua baru ru aayo re

rimjhim fuhar rimjhim fuhar
pade rimjhim fuhar
meri najar sabpe tujhe sabki khabar
par ye pata hai ke nahi
maine jo sawan se kaha
chupke se vo tune suna hai ke nahi
sawan se sawan se sawan se man ne bata diya
sajan ko natkhat bana diya

mai banwari mai banwari
mai banwari hui mai banwari

hey darr gayi bijali se ye maine chu liya tujhe
ye badi bhul hui
ek hi din ek hi pal ek hi jhonke me kali phul hui
sabnam ko sabnam ko
sabnam ko tune shola bana diya
sajan ko natkhat bana diya
nagar nagar dagar dagar panghat bana diya
gori ka ghunghat utha diya
sajan ko natkhat bana diya
gori ka ghunghat utha diya
sajan ko natkhat bana diya
gori ka ghunghat utha diya
gori ka ghunghat utha diya
sajan ko natkhat bana diya
gori ka ghunghat utha diya
sajan ko natkhat bana diya
gori ka ghunghat utha diya

lyrics typed by : priya bhati