Tum Nahi Manoge Tum Nahi Janoge Is Kadar Itna Tumhe Hum Pyar Karte Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Amar Deep (1979)
Singer:-Anuradha Paudwal, Kishore Kumar
Actor:-Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Lyricist :-Anand Bakshi
Music By:-Laxmikant Pyarelal

tum nahi manaoge tum nahi janoge
is kadar itna tumhe hum pyar karte hai
zindagi hai tumse har khushi hai tumse
hum tumhare samne ikrar karte hai
tum nahi manaoge tum nahi janoge
is kadar itna tumhe hum pyar karte hai
aankh jhuk jati hai sans ruk jati hai
jab kabhi hum pyar ka ijhar karte hai
tum nahi manaoge are tum nahi janoge

har ek din ha ha milan ka din
har ek din ha ha milan ka din
har ek rat milan ki rat ab tumse kahe kaise
lab pe jo ruki hai bat
hum to hosh bad se inkar karte hai
is kadar itna tumhe hum pyar karte hai
tum nahi manaoge tum nahi janoge

rut badli shama badla lehraya naya mausam
aise me kaho tum to kano me kahe kuch hum
jo kaho manjur hum sarkar karte hai
hum tumhare samne ikrar karte hai
tum nahi manaoge tum nahi janoge

jhanko to mere dil me samjho kya kahani hai
ye apni mohabbat ki badi pyari nishani hai
ye apni mohabbat ki badi pyari nishani hai
dil lagi kya yu sare bazar karte hai
is kadar itna tumhe hum pyar karte hai
tum nahi manaoge tum nahi janoge
is kadar itna tumhe hum pyar karte hai
tum nahi manaoge tum nahi janoge