Tum Sang Ankhiya Mila Ke Lyrics

Posted by & filed under , .

name:-Sunehre Din (1949)
Singer :-Surinder Kaur
Actor:- Raj Kapoor,
Lyricist:-D N Madhok
Music By:-Gyan Dutt

tum sang ankhiya mila ke
tum sang ankhiya mila ke
neha lagake sajan more
mai har gayi har gayi
tum sang ankhiya milake
tum sang ankhiya milake
neha lagake sajan more
mai har gayi har gayi
tum sang ankhiya milake

sach kahu mai jee ki bat
nindiya na aaye sari sari rat
nindiya na aaye sari sari rat
barni ki rat maine
ho sardi ki rat maine
kat li
barkha ki rat mohe mar gayi
mar gayi
tum sang ankhiya milake
tum sang ankhiya milake
neha lagake sajan more
mai har gayi har gayi
tum sang ankhiya milake

jis dil ko ab tak
sambhala tha hamne
sambhala tha hamne
dekha kaha se balam ne
dekha kaha se balam ne
bura ho unki najaraiya ka
haye ram
bura ho unki najaraiya ka
haye ram
more karijwa se par gayi par gayi
tum sang ankhiya milake
tum sang ankhiya milake
neha lagake sajan more
mai har gayi har gayi
tum sang ankhiya milake

lyrics typed by : hanshu malik