Tum Na Jane Kis Jaha Mein Kho Gaye Lyrics

Posted by & filed under .

Album: Sazaa (1951)

Tum na jane kis jahan mein kho gaye
Tum na jane kis jahan mein kho gaye
Hum bhari duniya mein tanha ho gaye
Tum na jane kis jahan mein kho gaye

Maut bhi aati nahin saans bhi jaati nahin
Dil ko yeh kya ho gaya koi sahi bhati nahin
Loot kar mera jahan chup gaye hon tum kaha
Loot kar mera jahan chup gaye hon tum kaha
Tum kaha, tum kaha, tum kaha

Tum na jane kis jahan mein kho gaye

Ek jaan aur laakh ghum gooth ke reh jaye na dum
Aaon tum ko dekhle doobti nazaron se hum