Umango Ke Din Beete Jaye Lyrics

Posted by & filed under , , , .

name:-Sunehre Din (1949)
Singer :-Sulochana Kadam, Shamshad Begum, Geeta Dutt
Actor:- Raj Kapoor,
Lyricist:-D N Madhok
Music By:-Gyan Dutt

umango ke din beete jaye bit-te
bit te ye bhi hath na aaye
jawani ke din hai ye
haye jawani ke din hai ye
kisi ki hoja ri gori
kisi ko apna bana le
gori umango ke din bite jaye
bit ke ye din hath na aaye
kisi ki hoja ri gori
kisi ko apna bana le
gori jawani ke gun gale

jawani ek nasha hai
jawani ek maza hai
jisme ke jisme insan ghume
aap apne baju me
jawani ek nasha hai
jawani ek maza hai
jisme ke jisme insan ghume
aap apne baju me
kisi ki hoja ri gori
kisi ko apna bana le
gori jawani ke gun gale

gori umango ke din bite jaye
bit ke ye din hath na aaye
kisi ki hoja ri gori
kisi ko apna bana le
gori jawani ke gun gale

jawani ek tarana
ke jisko ke jisko sune zamana
jisko gaye wo dil
ke jispe bani ho mushkil
jawani ek tarana
ke jisko ke jisko sune zamana
jisko gaye wo dil
ke jispe bani ho mushkil
kisi ki hoja ri gori
kisi ko apna bana le
gori jawani ke gun gale

gori umango ke din bite jaye
bit ke ye din hath na aaye
kisi ki hoja ri gori
kisi ko apna bana le
gori jawani ke gun gale
umango ke din bite jaye
bit ke ye din hath na aaye
kisi ki hoja ri gori
kisi ko apna bana le
gori jawani ke gun gale

lyrics typed by : hanshu malik