Ye Umar Hai Kya Rangili, Ye Nazar Hai Kya Nashili Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Movie name:-Professor (1962)
singer:-Asha Bhosle, Manna Dey, Usha Mangeshkar
Actor:- Shammi Kapoor, Kalpana
Lyricist:-Hasrat Jaipuri
Music By:-Shankar Jaikishan

ye umar hai kya rangili, ye najar hai kya nashili
pyar me khoye khoye nain, hamare rom rom bechain
hamara hi jamana hai
haye ham par thi jawani, aur duniya thi diwani
kisi ke hum bhi the dildar, koi karta tha hamse pyar
hamara bhi jamana tha, haye ham par thi jwani

ye matwali chanchal ankhe, dekhe sapne pagal aanhke
gujrta bachpna chhayi bhare
gujrta bachpna chhayi bhare, chal hai mastani
ye umar hai kya rangili, ye najar hai kya nashili
pyar me khoye khoye nain, hamare rom rom bechain
hamara hi jamana hai, ye umar hai kya rangili

hum hai jab tak jiwan apna, jan hai jab tak sab kuch apna
dil ki bate sun lo ab to
dil ki bate sun lo ab to, aankho ki jubani
haye ham par thi jawani, aur duniya thi diwani
kisi ke hum bhi the dildar, koi karta tha hamse pyar
hamara bhi jamana tha, haye ham par thi jwani

jiwan kya hai haste rahna, man maujo me bahte rahna
chupke baitho mane na hum
chupke baitho mane na hum, bate wo purani
ye umar hai kya rangili, ye najar hai kya nashili
pyar me khoye khoye nain, hamare rom rom bechain
hamara hi jamana hai, hamara bhi jamana tha
hamara hi jamana hai, hamara bhi jamana tha
hamara hi jamana hai, hamara bhi jamana tha